OTG cable ke fayade in hindi / benefits of otg cable in hindi

           OTG cable ke fayade

               
* Hello friends! main aaj aapko otg cable ke baare me batane ja raha hu. Iske bahut saare fayade hai 
1. OTG cable se aap apne mobile ko usb keyboard  se connect kar sakte hai jisse apko kuchh bhi type karna easy ho jayega aur yadi aap chahe to mobile pe hi type karna sikh sakte hai. OTG  se aap mouse ko bhi connect kar sakte hai.
2.  OTG cable se aap apne mobile ko pendrive ya phir card reader se bhi connect kar data/file transfer kar sakte hai.
3. Is cable se mobile ko game joystick se connect kar asani se game khel sakte hai.
4. Isse aap usb hard disk ko bhi connect kar data transfer ka kaam asani se kar sakte hai.
5,Is cable ke jariye aap apne mobile ko kisi dusare mobile se connect kar charge kar sakte hai ya phir data bhi transfer kar sakte hai.
6. Isse aap usb fan ko bhi connect kar sakte hai aur isse usb light ko bhi connect kiya ja sakta hai jisse light jaane ke baad bhi aap study ya koi kaam kar sakte hai. USB fan ya light ko aap market se ya phir online bhi kharid sakte hai ye aapko 100 rupaye tak me mil jayenge.
7. Isse aap sound card connect kar sakte hai.
8. OTG cable ka aap istemaal mobile ko usb hub se connect kar ke ek saath kai device ko mobile se connect karne ke liye bhi kar sakte hai.

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

SSC MTS RESULT- 2019

Xiaomi redmi Y2 launched in india